GHAZAL wafa k naam ik dastan likh raha hon,
mushkil lfzon ko asaan likh raha hn,
wafa ki talash me sara jahan likh raha hn
na mili wafa to lafz nakam likh raha hn,
nahi miltay ab dhondny se bhi wafa krny waly,
isi liye saary jahan ko bewafa likh raha hn
na karna pyar kabi zindagi me aye dost,
milti hai pyar me ruswai ye baar bar likh raha hn
q karty hain pyaar me itne waady log,
pyar me tootay hoe wady hazar likh raha hn
Ghazal apni khushian luta kar us pe Qurban ho jaon kash
kuch din us k shehar me mehman ho jaon,
wo apna nayab dil mujh ko de de or phir mange,
main mukar jaon or Be-Imaan ho jaon,
ab to mujhe itni Muhabbat ho gai hai us se k,
Khuda koi mojzaa kare or main us ki jaan ho jaon...