Tuesday, 6 September 2011

Har baar ki tarha is bar b teri yaad mein ansu

Har bar ki tarha is bar b teri yad main ansu bahaon ga.
Main eid nhi manaon ga.
to a ya na a main tjhe manaon ga tere yad se mera rshta kal b tha aj b ha
main tum ko tunhai main wafa ban k yad aon ga main 
tere bin eid nhe manaon ga hum tu ehle wafa hain jo situm karo ge seh jaon ga A dost
Lakin tu khud b maaf na kar pay ga
Main tere bin eid na manaon ga.

No comments:

Post a Comment