Beta: Ammi kya pasand ki shadi karny sy ghar waly naraz ho jate hain?
Maa: Tu yakinan kisi churail k chakar main hoga,
or ye sub tujhy usi daaien ny kaha hoga,
ye aaj ki larkiyan to bus larkon ko phansany main lagi rehti hain,
jahan acha larka dekha shuru ho gayen,
beta in sy bach k rehna ye bohat makkar or meesni hoti hain or inka to khandan bhi….

Beta: Ammi aisa kuch nahi wo to abbu bta rahy thy k ap dono ki pasand ki shadi thi.
No comments:
Post a Comment