Saturday, 1 October 2011

Machhar Marne Ka Tarika

Machhar marne ka  jadeed or Aasan tarika.
Cheeni or lal mirch ka mixture macchar ko dein.
Mixture khatay hi wo pani ki talash main niklega.
Jese hi wo water tank k pas jaye usay dhakka dedo.
Wo bheeg jayega or khud ko dry karne k liye Aag k pas jayega.
Usi waqt Aap Aag mein bomb phenk dein.
Wo buri tarha zakhmi ho k hospital main admit ho jayega.
Wahan aap simply uska oxygen mask utar dein.
macchar mr jayega.
Thnx ki zaroorat nahi
its ok.

No comments:

Post a Comment