Urdu Funny Sms
2 Dost
Year 1978
A= Yaar yeah light kab jati ha?
B= Pata nahe? Shaid saal main aik baar!!!
Year 1988
A= Yaar yeah light keon jati ha???
B= Pata nahe? Shaid Transformer badaltay hain.
Year 2009
A= Yaar yeah Light kab aey ge???
B= Jab hamaray Ilagay ke aaey ge! to tumharay ilaaqay ke aaey ge.
Year 2015
A= Yaar yeah light aaey ge aaj???
B= Nahe Aaj Multan main ha! Lahore ke bari kal hai!!!
Year 2020
A= Suana ha puranay waqton main Pakistan main bhe Light hua karti the???
B= So Ja Light White kuch nahe hua karti!!!
Sab tumhara waham ha.
Yeah ha hamara Pakistan!!!
No comments:
Post a Comment