nafrat shayari sms
Kitab-e-dil may jo nafrat ka baab rakhta tha
Woh chahton ka mukamal hisaab rakhta tha
Fareb deta raha dil lagi k pardon mein
Woh shakhs chehray pay kitnay naqab rakhta tha
Kahan talash kro gy tum “mujsa shaks
“Wasi”
K apni zaat say zayada TERA khayal rakhta tha.
No comments:
Post a Comment